January 02, 2016
0
{ Aapki Yaad Aayi } LOve Shayri for Whatsapp 
Dur rahne ka gila mat ker A Humsafar,
Pass rahne se koi rishta khass nahi hota.
Aap dil ke kreeb hain itne......,
Ke dur rahne ka ahsaas nahi hota.
Log milte hain,
Aur phir ek dusre ke kareeb aate hain,
Aur kareeb aakar,
Aksar juda ho jate hain,
Agar kismat mai juda hona likha hota hai,
Toh khuda aise logon se milata kyun hai.
Sabko Khuda pyara hota hai.
Koi na koi kisi ka sahara hota hai,
Kisi ki thodi si Judai se jo tadap jaye,
Log kahte hai wahi Rishta sabse pyara hota hai.

0 comments:

Post a Comment