January 02, 2016
0
Whatsapp Bewafa Pyaar love Shayari and Status on Facebook

Kismat par etabar kisko hain
Mil jaye khusi inkar kisko hain
Kuch majbooriya hain mere dost
Warana judai se pyar kisko hain

Kaisi ajeeb ye tujhse Judai thi,
Ki tujhe alvida bhi na keh saka,
Teri saadgi mai itna fareb tha,
Ki tujhe bewafa bhi na keh sake.

Jis ghari teri yadon ka sama hota hai,
Phir humein aram kahan hota hai,
Hosla mujh mein nahi tujhko bhula deny ka,
Kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai

0 comments:

Post a Comment